ek KHwahish
zard patte
barahna peḌoñ kī Dāleñ
tak rahī haiñ āsmāñ
ḳhushk dhartī par darāḌeñ paḌ ga.iiñ
pyaas kī shiddat ki uf
lambe saa.e kī tarah
ūñche pahāḌoñ par khaḌī
muntazir hai zindagī kī
aur maiñ is ḳhushk dhartī par
eḌī ragaḌ kar zor se
phir kisī chashme kā ḳhvāhish-mand huuñ
zard patte
barahna peDon ki Dalen
tak rahi hain aasman
KHushk dharti par daraDen paD gain
pyas ki shiddat ki uf
lambe sae ki tarah
unche pahaDon par khaDi
muntazir hai zindagi ki
aur main is KHushk dharti par
eDi ragaD kar zor se
phir kisi chashme ka KHwahish-mand hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.