ek laDki se
sañg-dil rivājoñ kī
ye imārat-e-kohna
apne aap par nādim
apne bojh se larzāñ
jis kā zarra zarra hai
ḳhud-shikastagī sāmāñ
sab ḳhamīda dīvāreñ
sab jhukī huī guḌiyāñ
TO A girl
sañg-dil rivājoñ ke
ḳhasta-hāl zindāñ meñ
ik sadā-e-mastāna
ek raqs-e-rindāna
ye imārat-e-kohna TuuT bhī to saktī hai
ye asīr-e-shahzādī chhūT bhī to saktī hai
Bricks gaping, roof sagging,
The ancient House of Cruel Customs
Totters under its own weight.
ye asīr-e-shahzādī
In a decaying cell
Of the House of Cruel Customs
The walls are buckling.
sang-dil riwajon ki
ye imarat-e-kohna
apne aap par nadim
apne bojh se larzan
jis ka zarra zarra hai
KHud-shikastagi saman
sab KHamida diwaren
sab jhuki hui guDiyan
TO A girl
sang-dil riwajon ke
KHasta-haal zindan mein
ek sada-e-mastana
ek raqs-e-rindana
ye imarat-e-kohna TuT bhi to sakti hai
ye asir-e-shahzadi chhuT bhi to sakti hai
Bricks gaping, roof sagging,
The ancient House of Cruel Customs
Totters under its own weight.
ye asir-e-shahzadi
In a decaying cell
Of the House of Cruel Customs
The walls are buckling.
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.