ek aahaT abhī darvāze pe lahrā.ī thī
ek sargoshī abhī kānoñ se Takrā.ī thī
ek ḳhushbū ne abhī jism ko sahlāyā thā
ek saaya abhī kamre meñ mire aayā thā
aur phir niiñd kī dīvār ke girne kī sadā
aur phir chāroñ taraf tez havā!!
ek aahaT abhi darwaze pe lahrai thi
ek sargoshi abhi kanon se Takrai thi
ek KHushbu ne abhi jism ko sahlaya tha
ek saya abhi kamre mein mere aaya tha
aur phir nind ki diwar ke girne ki sada
aur phir chaaron taraf tez hawa!!
- Book : sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 115)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.