ek manzar
bām-o-dar ḳhāmushī ke bojh se chuur
āsmānoñ se jū-e-dard ravāñ
chāñd kā dukh-bharā fasāna-e-nūr
shāh-rāhoñ kī ḳhaak meñ ġhaltāñ
ḳhvāb-gāhoñ meñ niim tārīkī
muzmahil lai raubāb-e-hastī kī
halke halke suroñ meñ nauha-kunāñ
A Scene
baam-o-dar KHamushi ke bojh se chur
aasmanon se ju-e-dard rawan
chand ka dukh-bhara fasana-e-nur
shah-rahon ki KHak mein ghaltan
KHwab-gahon mein nim tariki
muzmahil lai raubab-e-hasti ki
halke halke suron mein nauha-kunan
A Scene
- Book : Nuskha Hai Wafa (Pg. 56)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.