ek nazm december ke mahine mein
bārishoñ ke mausam sab
shaam ke darīchoñ par
zard raushnī le kar
mere sahn meñ utre
bhīgte daraḳhtoñ kī
dil-girafta ḳhushbū ke
be-sukūn saa.e meñ
us ke ġham kā mela hai
aur dil akelā hai
barishon ke mausam sab
sham ke darichon par
zard raushni le kar
mere sahn mein utre
bhigte daraKHton ki
dil-girafta KHushbu ke
be-sukun sae mein
us ke gham ka mela hai
aur dil akela hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.