ek sach
ḳhvātīn ke ālamī din par
maiñ ne apnī beTī ko
apnī taaza nazm sunā kar
dād-talab nazroñ se dekhā
us pal us kī āñkheñ
aisī tanz bharī muskān liye thiiñ
jaise mujh se kahtī hoñ
maañ tum kitnī jhūTī ho
KHwatin ke aalami din par
main ne apni beTi ko
apni taza nazm suna kar
dad-talab nazron se dekha
us pal us ki aankhen
aisi tanz bhari muskan liye thin
jaise mujh se kahti hon
man tum kitni jhuTi ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.