ek shaKHs
ek dhu.dlī sī tasvīr ko
apne siine se kas kar lagā.e hue
shahar kī
sab se ūñchī imārat pe ho kar khaḌā
lahja ḳhāmosh karte hue
dhu.dlī tasvīr ke kaan meñ
sirf itnā kahā
tum bahut hī hasīñ ho javāñ ho magar
tum se bhī is jahāñ meñ hasīñ maut hai
ek dhudli si taswir ko
apne sine se kas kar lagae hue
shahar ki
sab se unchi imarat pe ho kar khaDa
lahja KHamosh karte hue
dhudli taswir ke kan mein
sirf itna kaha
tum bahut hi hasin ho jawan ho magar
tum se bhi is jahan mein hasin maut hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.