Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek subh

Viral Shukla

ek subh

Viral Shukla

MORE BYViral Shukla

    ek sub.h jab aañkh khulī khiḌkī se jhāñkā raste ko

    bhiiḌ machī thī jhuñjhlātī har koī jaldī meñ chaltā

    saañs phulā.e dauḌe jaatā

    horn bajā ke sab ko bas aage honā thā

    baḌe chaav se āñkheñ un ko dekh rahī thiiñ

    sochā ye kaisī jaldī meñ bande saare dauḌ rahe haiñ

    kaun manzil jaane ko sab ko pīchhe chhoḌ rahe haiñ

    lagā achānak jhaTkā aur āñkheñ jaagī thiiñ

    rāsta thā sunsān bhiiḌ naam nahīñ thā

    ā.īna thā aañkh ke aage

    rāste par to koī na thā

    ek subh jab aankh khuli khiDki se jhanka raste ko

    bhiD machi thi jhunjhlati si har koi jaldi mein chalta

    sans phulae dauDe jata

    horn baja ke sab ko bas aage hona tha

    baDe chaw se aankhen un ko dekh rahi thin

    socha ye kaisi jaldi mein bande sare dauD rahe hain

    kaun si manzil pa jaane ko sab ko pichhe chhoD rahe hain

    laga achanak jhaTka aur aankhen jagi thin

    rasta tha sunsan bhiD ka nam nahin tha

    aaina tha aankh ke aage

    raste par to koi na tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now