Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek subh ka manzar

Salahuddin Parvez

ek subh ka manzar

Salahuddin Parvez

MORE BYSalahuddin Parvez

    ek bhare ghar ke āñgan meñ

    phuul khile haiñ

    ghaas ugī hai

    ghaas harī

    maḳhmal jaisī hai

    jis ke uupar jhuum rahī haiñ

    nannhī nannhī os būñdeñ

    ghar ke do mīnār kapāsī

    jaane kab se rok rahe haiñ

    sapnoñ ke shahzāde ko

    ek bhare ghar ke aangan mein

    phul khile hain

    ghas ugi hai

    ghas hari

    maKHmal jaisi hai

    jis ke upar jhum rahi hain

    nannhi nannhi os ki bunden

    ghar ke do minar kapasi

    jaane kab se rok rahe hain

    sapnon ke shahzade ko

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now