ek-tarfa ishq
maiñ apnī nazm se bharī Diary haath meñ pakḌe
tumhāre sāmne jab bhī paḌhnā chāhtā huuñ
mere haath aur merī zabān dono laḌkhaḌāte haiñ
ye is baat kā subūt hai ki mujhe nazmoñ se ishq to hai
par vo ek-tarfa hai
main apni nazm se bhari Diary hath mein pakDe
tumhaare samne jab bhi paDhna chahta hun
mere hath aur meri zaban dono laDkhaDate hain
ye is baat ka subut hai ki mujhe nazmon se ishq to hai
par wo ek-tarfa hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.