Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

elora ke ghaaron mein

Safiya Arib

elora ke ghaaron mein

Safiya Arib

MORE BYSafiya Arib

    elora ke ġhāroñ meñ

    maiñ sochtī huuñ

    kaun rūheñ

    bhaTak rahī hoñgī

    jism to patthar pe khude haiñ

    un pathrā.ī rūheñ

    yuuñ lagtā hai

    mere patthar dil meñ pighal rahī haiñ

    aañsū ban kar

    qatra qatra Tapak rahī haiñ

    elora ke ghaaron mein

    main sochti hun

    kaun si ruhen

    bhaTak rahi hongi

    jism to patthar pe khude hain

    un ki pathrai ruhen

    yun lagta hai

    mere patthar dil mein pighal rahi hain

    aansu ban kar

    qatra qatra Tapak rahi hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now