fasla
kabhī aaoge
mere nazdīk aa kar ke
dekhoge mujh ko
to mahsūs hone lagegā ki maiñ
bahut bevafā aadmī huuñ
is liye chāhtā huuñ
ki ye fāsla jo
tumhāre mire darmiyāñ hai
hamesha rahe
kabhi aaoge
mere nazdik aa kar ke
dekhoge mujh ko
to mahsus hone lagega ki main
bahut bewafa aadmi hun
is liye chahta hun
ki ye fasla jo
tumhaare mere darmiyan hai
hamesha rahe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.