fasla
yuuñ to pahle
kitnī baar milā thā lekin
ik din maiñ ne
us kī āñkhoñ meñ
jaltī-bujhtī raushniyoñ ko
dekh liyā thā
aur bahut hairān huā thā
aaj hamāre biich
ik aisī dīvār khaḌī hai
jis kā koī naam nahīñ hai
yun to pahle
kitni bar mila tha lekin
ek din main ne
us ki aankhon mein
jalti-bujhti raushniyon ko
dekh liya tha
aur bahut hairan hua tha
aaj hamare bich
ek aisi diwar khaDi hai
jis ka koi nam nahin hai
- Book : Gil-e-Lajvard (Pg. 74)
- Author : Khaleel Tanveer
- Publication : Al-asr Publications, Ahmedabad (2005)
- Edition : 2005
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.