fath ka gham
avvalīñ shahr kī tasḳhīr meñ pahlū the bahut
rañj ke ḳhauf ke hairat ke shakebā.ī ke
phir ye dekhā ki tan-o-jāñ ke asāse ke evaz
miTTī ham jis pe qadam rakhte haiñ
jis kī ThoḌī pe lahū rañg-e-alam rakhte haiñ
us kī mamtā kī harārat se alag chiiz nahīñ
jis meñ ham apnā nasab apnā janam rakhte haiñ
apne hone kā bharam rakhte haiñ
awwalin shahr ki tasKHir mein pahlu the bahut
ranj ke KHauf ke hairat ke shakebai ke
phir ye dekha ki tan-o-jaan ke asase ke ewaz
miTTi hum jis pe qadam rakhte hain
jis ki ThoDi pe lahu rang-e-alam rakhte hain
us ki mamta ki hararat se alag chiz nahin
jis mein hum apna nasab apna janam rakhte hain
apne hone ka bharam rakhte hain
- Book : siip (Magzin) (Pg. 179)
- Author : Nasiim Durraani
- Publication : Fikr-e-Nau (39 (Quarterly) )
- Edition : 39 (Quarterly)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.