raat ko aksar hotā hai parvāne aa kar
Table lamp ke gard ikaTThe ho jaate haiñ
sunte haiñ sar dhunte haiñ
sun ke sab ash.ār ġhazal ke
jab bhī maiñ dīvān-e-ġhālib khol ke paḌhne baiThtā huuñ
sub.h phir dīvān ke raushan safhoñ se
parvānoñ kī raakh uThānī paḌtī hai
raat ko aksar hota hai parwane aa kar
Table lamp ke gard ikaTThe ho jate hain
sunte hain sar dhunte hain
sun ke sab ashaar ghazal ke
jab bhi main diwan-e-ghaalib khol ke paDhne baiThta hun
subh phir diwan ke raushan safhon se
parwanon ki rakh uThani paDti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.