gandhi ji
sachchī baat hamesha kahnā
sachchā.ī ke raste chalnā
baapū ne samjhāyā hai
baapū ne samjhāyā hai
ek ḳhudā ne sab ko banāyā
us kā sab ke sar par saayā
baapū ne samjhāyā hai
baapū ne samjhāyā hai
bhārat maañ hai maatā sab kī
dhartī maañ an-dātā sab kī
baapū ne samjhāyā hai
baapū ne samjhāyā hai
hindū muslim sikh īsā.ī
aapas meñ haiñ bhaa.ī bhaa.ī
baapū ne samjhāyā hai
baapū ne samjhāyā hai
sachchi baat hamesha kahna
sachchai ke raste chalna
bapu ne samjhaya hai
bapu ne samjhaya hai
ek KHuda ne sab ko banaya
us ka sab ke sar par saya
bapu ne samjhaya hai
bapu ne samjhaya hai
bhaarat man hai mata sab ki
dharti man an-data sab ki
bapu ne samjhaya hai
bapu ne samjhaya hai
hindu muslim sikh isai
aapas mein hain bhai bhai
bapu ne samjhaya hai
bapu ne samjhaya hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.