gagarin
Interesting Fact
9 March 1934 – 27 March 1968) was a Russian Soviet pilot and cosmonaut. He was the first human to journey into outer space, when his Vostok spacecraft completed an orbit of the Earth on 12 April 1961.
mubārak tujhe o zamīñ ke musāfir
zamīn-o-zamāñ kī hadeñ toḌ kar
āsmānoñ pe jaanā
havāoñ se aage ḳhalāoñ se aage
mah-o-kahkashāñ kī fazāoñ se aage
mubārak sitāroñ kī chilman haTānā
sar-e-zulf-e-nāhīd ko chhū ke aanā
dil-e-ibn-e-ādam kī dhaḌkan sunānā
mubārak tujhe o zamīñ ke musāfir
zamīn-o-zamāñ kī hadeñ toḌ kar
āsmānoñ pe jaanā
mubarak tujhe o zamin ke musafir
zamin-o-zaman ki haden toD kar
aasmanon pe jaana
hawaon se aage KHalaon se aage
mah-o-kahkashan ki fazaon se aage
mubarak sitaron ki chilman haTana
sar-e-zulf-e-nahid ko chhu ke aana
dil-e-ibn-e-adam ki dhaDkan sunana
mubarak tujhe o zamin ke musafir
zamin-o-zaman ki haden toD kar
aasmanon pe jaana
- Bisat-e-Raqs
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.