ghaw
tire iḳhtiyār kī had nahīñ
tire faisloñ se mafar nahīñ
mire dil ke ghaav amīq-tar
tire faisloñ kī haiñ
zarb se
maiñ tirī ḳhushī meñ
jo ḳhush rahī
to mirī ḳhushī kā ḳhayāl kar
koī aisā daarū kahīñ se lā
mire gahre gahre se
ghaav bhar
tere iKHtiyar ki had nahin
tere faislon se mafar nahin
mere dil ke ghaw amiq-tar
tere faislon ki hain
zarb se
main teri KHushi mein
jo KHush rahi
to meri KHushi ka KHayal kar
koi aisa daru kahin se la
mere gahre gahre se
ghaw bhar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.