ghani raat
chalo charāġh bujhā kar zarā sā dekheñ ham
ye kā.enāt kise DhūñDne nikaltī hai
siyāh raat kī tārīkiyāñ batātī haiñ
ki sab ujāle ghanī raat ke musāfir haiñ
jo din ke saath safar ke liye nikalte haiñ
chalo charagh bujha kar zara sa dekhen hum
ye kaenat kise DhunDne nikalti hai
siyah raat ki tarikiyan batati hain
ki sab ujale ghani raat ke musafir hain
jo din ke sath safar ke liye nikalte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.