ghar
chhupe haiñ ashk darvāzoñ ke pīchhe
chhatoñ ne siskiyāñ Dhāñpī huī haiñ
dukhoñ ke gird dīvāreñ chunī haiñ
ba-zāhir muḳhtalif shakleñ haiñ sab kī
magar andar ke manzar ek se haiñ
banī-ādam ke sab ghar ek se haiñ
chhupe hain ashk darwazon ke pichhe
chhaton ne siskiyan Dhanpi hui hain
dukhon ke gird diwaren chuni hain
ba-zahir muKHtalif shaklen hain sab ki
magar andar ke manzar ek se hain
bani-adam ke sab ghar ek se hain
- Book : ik daraicha ik chirag (Pg. 104)
- Author : Dost Publications
- Publication : ANWAR MASOOD (2008)
- Edition : 2008
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.