Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ghar

MORE BYSahil Ahmad

    dīvār aisī mat uThā

    paanī

    miTTī

    havā

    muttasil haiñ

    aag ne tapāyā hai inheñ

    tumhāre fel-e-manfiya se

    ittisāl TuuT jā.egā

    rañg zanjīroñ se nahīñ bañdhtā

    koī ghar dīvār se nahīñ bantā

    bantā hai

    khule darvāzoñ se

    khulī khiḌkiyoñ se

    diwar aisi mat uTha

    pani

    miTTi

    hawa

    muttasil hain

    aag ne tapaya hai inhen

    tumhaare fel-e-manfiya se

    ittisal TuT jaega

    rang zanjiron se nahin bandhta

    koi ghar diwar se nahin banta

    banta hai

    khule darwazon se

    khuli khiDkiyon se

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now