guDiya
nannhī kapḌe kī mā'sūm guḌiyā
kaale Dore kī chamkīlī āñkheñ
sūkhe bāloñ kī ḳhamdār choTī
Daale gardan meñ kaalā dupaTTa
merī jānib lapaktī huī sī
bāñheñ phailā.e kuchh muntazir sī
roz kī tarh baiThī huī hai
god meñ kab se vo almārī kī
nannhi kapDe ki ma'sum guDiya
kale Dore ki chamkili aankhen
sukhe baalon ki KHamdar choTi
Dale gardan mein kala dupaTTa
meri jaanib lapakti hui si
banhen phailae kuchh muntazir si
roz ki tarh baiThi hui hai
god mein kab se wo almari ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.