ghulam ka dukh
maiñ ik ġhulām huuñ
magar ye zulm kab talak sahūñ
maiñ apne mālikoñ se kis tarah kahūñ
ki mere bhā.iyoñ ko mujh se ziyāda
roTiyāñ na do
ḳhudā ke vāste ye zulm mat karo
main ek ghulam hun
magar ye zulm kab talak sahun
main apne malikon se kis tarah kahun
ki mere bhaiyon ko mujh se ziyaada
roTiyan na do
KHuda ke waste ye zulm mat karo
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.