Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gur ki baat

Badiuzzaman Khawar

gur ki baat

Badiuzzaman Khawar

MORE BYBadiuzzaman Khawar

    thoḌī sūkhī ghaas

    khilāo

    paanī ik Dol dikhāo

    peT bhare to

    piiTh pe chāhe kitne DanDe barsāo

    ye bechāra kuchh na kahegā

    nange badan par

    ḳhāmoshī ke saath tumhārī maar sahegā

    rozāna

    kuchh der ḳhātir

    achchhe aaqā ban jaao to

    bail hamesha bail rahegā

    thoDi sukhi ghas

    khilao

    pani ka ek Dol dikhao

    peT bhare to

    piTh pe chahe kitne hi DanDe barsao

    ye bechaara kuchh na kahega

    nange badan par

    KHamoshi ke sath tumhaari mar sahega

    rozana

    kuchh der ki KHatir

    achchhe aaqa ban jao to

    bail hamesha bail rahega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now