Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

guzarish

MORE BYMohsin Aftab Kelapuri

    suno

    aao idhar baiTho

    ham apne mas.aloñ hal nikāleñ

    tumheñ jo bhī pareshānī hai mujh se

    jo taklīfeñ haiñ

    sab khul kar batāo

    magar ghar chhoḌ ke aise na jaao

    magar ghar chhoḌ ke aise na jaao

    suno

    aao idhar baiTho

    hum apne masalon ka hal nikalen

    tumhein jo bhi pareshani hai mujh se

    jo taklifen hain

    sab khul kar batao

    magar ghar chhoD ke aise na jao

    magar ghar chhoD ke aise na jao

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now