shaḳhsiyat
hāthoñ meñ kāñpī
hoñT naarī ban ga.e
āsmāñ TuuTā
zamīñ pighlī
badan kī chāñdnī
sofe pe auñdhī gir paḌī
ik kiran jaane kahāñ se
raushnī kī nahr meñ aa kar girī
devtā qāmat badan
tahlīl ho kar jaam meñ
an-ginat ratīle ḳhvāboñ kā ḳhudā ban hī gayā
aur shahr-e-sang meñ
phir mom kā jaadū chalā
chāqū chalā
shaKHsiyat
hathon mein kanpi
honT nari ban gae
aasman TuTa
zamin pighli
badan ki chandni
sofe pe aundhi gir paDi
ek kiran jaane kahan se
raushni ki nahr mein aa kar giri
dewta qamat badan
tahlil ho kar jam mein
an-ginat ratile KHwabon ka KHuda ban hi gaya
aur shahr-e-sang mein
phir mom ka jadu chala
chaqu chala
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.