Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hadsa

Ali Asghar

hadsa

Ali Asghar

MORE BYAli Asghar

    ek shīsha

    jise maiñ ne rakhā thā

    mehrāb chhāñv meñ

    raat ko

    chhan se nīche girā farsh par

    aur bikhrā

    dhanak tarah

    daf.atan

    niiñd se jaag kar

    maiñ ne dekhā

    to

    parchhā.iyoñ ke

    tasādum ke āsār the

    ek shisha

    jise main ne rakha tha

    mehrab ki chhanw mein

    raat ko

    chhan se niche gira farsh par

    aur bikhra

    dhanak ki tarah

    dafatan

    nind se jag kar

    main ne dekha

    to

    parchhaiyon ke

    tasadum ke aasar the

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now