Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ham-safar aisa mile jo ham-nawa bhi ho mera

Sabeela Inam Siddiqui

ham-safar aisa mile jo ham-nawa bhi ho mera

Sabeela Inam Siddiqui

MORE BYSabeela Inam Siddiqui

    ḳhūbsūrat ho izāfa

    ziist ke aurāq meñ

    ham-safar aisā mile

    jo ham-navā bhī ho mirā

    ruuh ko sairāb kar de

    saath us aisā ho

    shabnamī qatrāt hoñ

    jaise bayābāñ ke liye

    qurbateñ hoñ us marham

    ġham ke darmāñ ke liye

    mushkileñ āsāñ hoñ kuchh

    qalb-e-pareshāñ ke liye

    yuuñ qadam bāham uTheñ

    jaise rah-e-manzil samt

    ham-safar aisā mile

    jo ham-navā bhī ho mirā

    KHubsurat ho izafa

    zist ke auraq mein

    ham-safar aisa mile

    jo ham-nawa bhi ho mera

    ruh ko sairab kar de

    sath us ka aisa ho

    shabnami qatraat hon

    jaise bayaban ke liye

    qurbaten hon us ki marham

    gham ke darman ke liye

    mushkilen aasan hon kuchh

    qalb-e-pareshan ke liye

    yun qadam baham uThen

    jaise rah-e-manzil ki samt

    ham-safar aisa mile

    jo ham-nawa bhi ho mera

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now