ham-zad
dostoñ kī rifāqateñ bhī durust
bhuul jaane kā ġham sivā lekin
yaad rakkheñ to vasvase haiñ bahut
aañkh chehrā nazar kahāñ se laa.eñ
apne hī ghar chaleñ
mileñ sab se
ham meñ ik dūsrā hī bastā hai
sach hai vo ham sabhoñ se achchhā hai
doston ki rifaqaten bhi durust
bhul jaane ka gham siwa lekin
yaad rakkhen to waswase hain bahut
aankh chehra nazar kahan se laen
apne hi ghar chalen
milen sab se
hum mein ek dusra hi basta hai
sach hai wo hum sabhon se achchha hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.