har baatin
har bātin
jis kā zāhir muḳhālif ho
bātil hai
aur
vo zāhir
jo bātin se ham-āhañg na ho
riyā hai
tum
jo apne zāhir ko bātin se nahīñ milā sake
kār-zār-e-hayāt meñ kyā kar sakte ho
ba-juz dikhāvā
har baatin
jis ka zahir muKHalif ho
baatil hai
aur
wo zahir
jo baatin se ham-ahang na ho
riya hai
tum
jo apne zahir ko baatin se nahin mila sake
kar-zar-e-hayat mein kya kar sakte ho
ba-juz dikhawa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.