hawa sairab karti hai
zamīneñ chāhiyeñ lambā ta.alluq kāsht karne ko
kahīñ rahne ko basne ko
magar maiñ to
tumhārī zindagī ke garm mausam meñ
havā kā ek jhoñkā thā
havā bahtī huī aatī hai
apne pāniyoñ meñ
jism-o-jāñ ke habs ko ġharqāb kartī hai
havā par ghar nahī bante
havā se saañs aatī hai
havā sairāb kartī hai
zaminen chahiyen lamba talluq kasht karne ko
kahin rahne ko basne ko
magar main to
tumhaari zindagi ke garm mausam mein
hawa ka ek jhonka tha
hawa bahti hui aati hai
apne paniyon mein
jism-o-jaan ke habs ko gharqab karti hai
hawa par ghar nahi bante
hawa se sans aati hai
hawa sairab karti hai
- Book : ishq ki taqweem men (Pg. 48)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.