hawas
ba-zāhir ḳhūb-sūrat haiñ
takallum kā tarīqa bhī bahut umda sā un kā
badan par Daal kar poshāk mahñge daam vaalī vo
samajhte haiñ nigāhoñ kī havas bhī Dhāñp lī ham ne
magar vo jānte kab haiñ
havas kā jism nañgā hai
ba-zahir KHub-surat hain
takallum ka tariqa bhi bahut umda sa un ka
badan par Dal kar poshak mahnge dam wali wo
samajhte hain nigahon ki hawas bhi Dhanp li hum ne
magar wo jaante kab hain
hawas ka jism nanga hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.