idrak
ik kāñTā dil ko Dastā thā
maut se pahle hī
us ne hosh meñ aa kar
bachchoñ se kyuuñ nazreñ pherīñ
barsoñ ba.ad
sapīd labāda oḌhe aa.ī
bolī maiñ ne jīte-jī pal pal
rishtoñ ke karb ko jhelā hai!
maut āzādī kī rāhat hai!
maut se pahle hī
marne kā idrāk huā
ek kanTa dil ko Dasta tha
maut se pahle hi
us ne hosh mein aa kar
bachchon se kyun nazren pherin
barson baad
sapid labaada oDhe aai
boli main ne jite-ji pal pal
rishton ke karb ko jhela hai!
maut aazadi ki rahat hai!
maut se pahle hi
marne ka idrak hua
- Book : khvaab ravaan (Pg. 106)
- Author : hamidi kashmiri
- Publication : kitaab ghar laal chauk srinagar (2003)
- Edition : 2003
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.