ek tere siwa
aa hijr ke mausam
bāhoñ meñ
maiñ aaj tujhe gul-posh karūñ
jī bhar ke malūñ
ik tere sivā
har mausam ne
is ke naame lā lā ke diye
ham jin pe jiye
ik tere sivā
har mausam ne
us ke va.adoñ ko sach jaanā
ik shab kī umīdoñ pe rakkhā
ai hijr ke mausam
paas to aa
maiñ aaj tujhe gul posh karūñ
ik to hī akelā sach niklā
dildār mirā jhūTā niklā
aa hijr ke mausam
bahon mein
main aaj tujhe gul-posh karun
ji bhar ke malun
ek tere siwa
har mausam ne
is ke name la la ke diye
hum jin pe jiye
ek tere siwa
har mausam ne
us ke wadon ko sach jaana
ek shab ki umidon pe rakkha
ai hijr ke mausam
pas to aa
main aaj tujhe gul posh karun
ek to hi akela sach nikla
dildar mera jhuTa nikla
- Book : Quarterly Tasteer Lahore (Pg. 160)
- Author : Naseer Ahmed Nasir
- Publication : Roon No.1 1st Floor, Awan Palaza, Shadman Market (7,8, October 98 To March 1999)
- Edition : 7,8, October 98 To March 1999
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.