Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ilm

MORE BYSajid Siddiqi lakhnavi

    ilm se apnī shaan hai yaaro

    ilm se apnī aan hai yaaro

    ilm se izzat-e-vatan bhī hai

    ilm se hurmat-e-chaman bhī hai

    ilm hāsil hai zindagānī

    ilm hāsil hai kāmrānī

    ilm ik shahr hai mohabbat

    ilm ik desh hai sadāqat

    ilm ik parcham-e-vafā bhī hai

    ilm ā.īna-e-hayā bhī hai

    ilm se raushnī milī ham ko

    ilm se zindagī milī ham ko

    ilm se tīrgī ko duur karo

    kaam achchhā hai tum zarūr karo

    ilm se apnā bol-bālā hai

    saarī duniyā meñ jo ujālā hai

    ilm raushnī dikhāo unheñ

    ilm kyā chiiz hai dikhāo unheñ

    aao mil-jul ke ham paḌheñ yaaro

    sīdhe raste pe ham chaleñ yaaro

    ilm se apni shan hai yaro

    ilm se apni aan hai yaro

    ilm se izzat-e-watan bhi hai

    ilm se hurmat-e-chaman bhi hai

    ilm hasil hai zindagani ka

    ilm hasil hai kaamrani ka

    ilm ek shahr hai mohabbat ka

    ilm ek desh hai sadaqat ka

    ilm ek parcham-e-wafa bhi hai

    ilm aaina-e-haya bhi hai

    ilm se raushni mili hum ko

    ilm se zindagi mili hum ko

    ilm se tirgi ko dur karo

    kaam achchha hai tum zarur karo

    ilm se apna bol-baala hai

    sari duniya mein jo ujala hai

    ilm ki raushni dikhao unhen

    ilm kya chiz hai dikhao unhen

    aao mil-jul ke hum paDhen yaro

    sidhe raste pe hum chalen yaro

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now