ilzam
jab
maiñ ne
apne andar ke chhupe hue chor ko
jilā vatan kiyā
to jism kī sarhad par pahuñch kar
us ne mujhe āḳhirī baar
ḳhashmagīñ aur hiqārat-bharī nigāhoñ se dekhā
aur
kahā
ehsān-farāmosh
jab
main ne
apne andar ke chhupe hue chor ko
jila watan kiya
to jism ki sarhad par pahunch kar
us ne mujhe aaKHiri bar
KHashmagin aur hiqarat-bhari nigahon se dekha
aur
kaha
ehsan-faramosh
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.