impostor
kamre meñ balb
āñgan meñ añdherā
āñgan meñ balb
kamre meñ añdherā
to phir is nuqta-e-nahufta kā ta.ayyun
ki jis nuqta-e-nahufta se
andarūn bhī raushan
bairūn bhī raushan
aisī koī jagah hogī to sahī
par mujhe is kā ilm nahīñ
ilm nahīñ to justujū
justuju-e-nuqta-e-nahufta
kamre mein balb
aangan mein andhera
aangan mein balb
kamre mein andhera
to phir is nuqta-e-nahufta ka tayyun
ki jis nuqta-e-nahufta se
andarun bhi raushan
bairun bhi raushan
aisi koi jagah hogi to sahi
par mujhe is ka ilm nahin
ilm nahin to justuju
justuju-e-nuqta-e-nahufta
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.