inqilab
sannāTe kā laavā
saare darje ḳhāmoshī ke
havā ne mausam badlā
ruḳh tak sañvar ga.e
pahlā sadma bārish
dūsrā chaak pareshāñ
zarb meñ Duube saare jazbe
aql ke devtāoñ ke sāmāñ
paanī biphrā koī roke
saare kankar saare patthar saare tode
ret baneñge
sannaTe ka lawa
sare darje KHamoshi ke
hawa ne mausam badla
ruKH tak sanwar gae
pahla sadma barish
dusra chaak pareshan
zarb mein Dube sare jazbe
aql ke dewtaon ke saman
pani biphra koi roke
sare kankar sare patthar sare tode
ret banenge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.