intizar
mirī be-ḳhvāb āñkhoñ meñ
mirī vīrān āñkhoñ meñ
nahīñ hai dilkashī koī
nahīñ hai dilbarī koī
magar kuchh hai
jise har sub.h sūraj kī kiran aa kar
salām-e-shauq kahtī hai
adab se chuum letī hai
meri be-KHwab aankhon mein
meri viran aankhon mein
nahin hai dilkashi koi
nahin hai dilbari koi
magar kuchh hai
jise har subh suraj ki kiran aa kar
salam-e-shauq kahti hai
adab se chum leti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.