istiri karte hue
vo merī shirt jalne par
tirā be-sāḳhta hañsnā
mujhe jab yaad aatā hai
to jānāñ aise lagtā hai
tū mere paas baiThī hai
mujhe mahsūs hotī hai
magar maiñ chhū nahīñ saktā
tirī āvāz kānoñ meñ
abhī tak guuñj uThtī hai
vo merī shirt jalne par
tirā be-sāḳhta hañsnā
mujhe jab yaad aatā hai
wo meri shirt jalne par
tera be-saKHta hansna
mujhe jab yaad aata hai
to jaanan aise lagta hai
tu mere pas baiThi hai
mujhe mahsus hoti hai
magar main chhu nahin sakta
teri aawaz kanon mein
abhi tak gunj uThti hai
wo meri shirt jalne par
tera be-saKHta hansna
mujhe jab yaad aata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.