izala
mujhe tum yaad aa jaao to
maiñ pahroñ rotī rahtī huuñ
tumhāre bāzuoñ kā hisār
toḌ kar maiñ jā bhī kahāñ saktī huuñ
tum ko chhoḌ kar
maiñ mar na jā.ūñ
tumhārī ret jaisī āñkheñ
aise mujhe dekhtī haiñ jaise maiñ
thal keī bārish huuñ aur
tumhārī har mahrūmī kā izāla
mujhe tum yaad aa jao to
main pahron roti rahti hun
tumhaare bazuon ka hisar
toD kar main ja bhi kahan sakti hun
tum ko chhoD kar
main mar na jaun
tumhaari ret jaisi aankhen
aise mujhe dekhti hain jaise main
thal kei barish hun aur
tumhaari har mahrumi ka izala
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.