Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jadu

kisī duniyā ke naqshe meñ

koī achchhā bahut achchhā nagar hai

jis meñ maiñ huuñ

us bahut achchhe nagar meñ

koī achchhā bahut achchhā ghar hai

jis meñ maiñ huuñ

us bahut achchhe se ghar meñ

ik bahut achchhā but hai

jis meñ maiñ huuñ

us bahut achchhe se but meñ

ik bahut achchhā dil hai

jis meñ maiñ huuñ

us bahut achchhe se but

surḳh Doroñ vaalī āñkhoñ meñ

koī achchhā til hai

jis meñ maiñ huuñ

kisi duniya ke naqshe mein

koi achchha bahut achchha nagar hai

jis mein main hun

us bahut achchhe nagar mein

koi achchha sa bahut achchha sa ghar hai

jis mein main hun

us bahut achchhe se ghar mein

ek bahut achchha sa but hai

jis mein main hun

us bahut achchhe se but mein

ek bahut achchha sa dil hai

jis mein main hun

us bahut achchhe se but ki

surKH Doron wali aankhon mein

koi achchha sa til hai

jis mein main hun

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now