jaane kya hai
jaane kyā hai maut, kyā hai zindagī
chalte chalte kaise tham jaatī haiñ tasvīreñ tamām
ḳhaak ho jaatī hai phir se musht-e-ḳhāk
gaahe gaahe sañg ho jaate haiñ chehroñ ke nuqūsh
apne apne zāviye par munjamid
dam-ba-ḳhud rahte haiñ mahv-e-intizār
jaane kya hai maut, kya hai zindagi
chalte chalte kaise tham jati hain taswiren tamam
KHak ho jati hai phir se musht-e-KHak
gahe gahe sang ho jate hain chehron ke nuqush
apne apne zawiye par munjamid
dam-ba-KHud rahte hain mahw-e-intizar
- Book : imkaan (Pg. 107)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.