jab tu mujhko yaad aae
jiine ke sāmān 'ajab
pyaar ke haiñ armān 'ajab
jab tū mujh ko yaad aa.e
chup rah kar jī ghabrā.e
baat karūñ to pābandī
merī qismat kī mānind
āñkheñ bhī merī andhī
chāroñ or hai sannāTā
yā kaan hī mere bahre haiñ
piñjre se kyā bāhar aa.uuñ
har jānib to pahre haiñ
jine ke saman 'ajab
pyar ke hain arman 'ajab
jab tu mujh ko yaad aae
chup rah kar ji ghabrae
baat karun to pabandi
meri qismat ki manind
aankhen bhi meri andhi
chaaron or hai sannaTa
ya kan hi mere bahre hain
pinjre se kya bahar aaun
har jaanib to pahre hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.