jahan-e-KHwab
ye rañg-o-nik.hat meñ bahtī duniyā
ye husn-e-sūrat ye jalva-gāheñ
ye bijliyoñ sī lapak adā key
ye badliyoñ sī gudāz bāñheñ
ye naqsh se phūTte karishme
ye nikhat-o-nūr kī panāheñ
ik aarzū ke hazār paikar
ik iltijā laakh bārgāheñ
hayāt ke sarfarāzī chashme
nasha pilātī huī nigāheñ
jamāl kā dil-nashīñ tasavvur
ḳhayāl kī dil-pazīr rāheñ
hayāt mad.hosh ho ga.ī hai
marī marī hai
ye rang-o-nikhat mein bahti duniya
ye husn-e-surat ye jalwa-gahen
ye bijliyon si lapak ada key
ye badliyon si gudaz banhen
ye naqsh se phuTte karishme
ye nikhat-o-nur ki panahen
ek aarzu ke hazar paikar
ek iltija lakh bargahen
hayat ke sarfaraazi chashme
nasha pilati hui nigahen
jamal ka dil-nashin tasawwur
KHayal ki dil-pazir rahen
hayat madhosh ho gai hai
mari mari hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.