jalsa
shāmiyānoñ ke andar
muskurāhaTeñ
har ek chiiz pe chaspāñ haiñ
ranj-o-ġham kā
kahīñ bhī
nishāñ nahīñ
ḳhūb-sūrat libāsoñ meñ
lipTe hue
ḳhās-o-ām log
ḳhushī kā mulamma.a chaḌhā.e
ḳhuub baḌhā rahe haiñ
jalse kī raunaq
shamiyanon ke andar
muskurahaTen
har ek chiz pe chaspan hain
ranj-o-gham ka
kahin bhi
nishan nahin
KHub-surat libason mein
lipTe hue
KHas-o-am log
KHushi ka mulamma chaDhae
KHub baDha rahe hain
jalse ki raunaq
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.