jina hai mujhe
phir ḳhayāl aayā ki jiinā hai mujhe
jis tarah ek thakā-māñda parinda
laakh ho barf-ba-jāñ
laakh ho āhista safar
ik bulandī pe to hotā hai zarūr
zer-e-parvāz koī gahrā samundar hai to kyā
use uupar se guzar jaanā hai
phir KHayal aaya ki jina hai mujhe
jis tarah ek thaka-manda parinda
lakh ho barf-ba-jaan
lakh ho aahista safar
ek bulandi pe to hota hai zarur
zer-e-parwaz koi gahra samundar hai to kya
use upar se guzar jaana hai
- Book : Kulliyat-e-bani (Pg. 117)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.