jis ki boli miThi hai
bachcho bolo kam se kam
ziyāda bole hogā ġham
kahnā purkhoñ kā maano
pahle tolo phir bolo
har dam bolo achchhe bol
mat piiTo bātoñ ke Dhol
sach bolo to rāhat hai
jhūToñ par sau aafat hai
achchhā bolo pyaar mile
varna sab kī maar mile
bole jo allāh kā naam
ban jaa.eñ sab us ke kaam
jis kī bolī mīThī hai
bachchoñ duniyā us kī hai
bachcho bolo kam se kam
ziyaada bole hoga gham
kahna purkhon ka mano
pahle tolo phir bolo
har dam bolo achchhe bol
mat piTo baaton ke Dhol
sach bolo to rahat hai
jhuTon par sau aafat hai
achchha bolo pyar mile
warna sab ki mar mile
bole jo allah ka nam
ban jaen sab us ke kaam
jis ki boli miThi hai
bachchon duniya us ki hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.