jism ka adhura-pan
chāñdnī ke mausam meñ
zindagī ke raste meñ
pyaar ke daraḳhtoñ ke
dil-fareb se saa.e
reñgte nazar aa.e
kashmakash ke aalam meñ
ḳhud-baḳhud jhukīñ palkeñ
saa.e ban ga.e zanjīr
dhaḌkaneñ pukār uThīñ
jism kā adhūrā-pan
maut kī alāmat hai
chandni ke mausam mein
zindagi ke raste mein
pyar ke daraKHton ke
dil-fareb se sae
rengte nazar aae
kashmakash ke aalam mein
KHud-baKHud jhukin palken
sae ban gae zanjir
dhaDkanen pukar uThin
jism ka adhura-pan
maut ki alamat hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.