kala patthar
merā chehra ā.īna hai
ā.īne par daaġh jo hote
lahū kī barkhā se maiñ dhotā
apne andar jhāñk ke dekho
dil ke patthar meñ kālak kī kitnī parteñ jamī huī haiñ
jin se har nithrā-suthrā manzar kajlā sā gayā
dariyā suukh ga.e haiñ sharm ke maare
ko.ele par se kālak kaun utāre!!
mera chehra aaina hai
aaine par dagh jo hote
lahu ki barkha se main dhota
apne andar jhank ke dekho
dil ke patthar mein kalak ki kitni parten jami hui hain
jin se har nithra-suthra manzar kajla sa gaya
dariya sukh gae hain sharm ke mare
koele par se kalak kaun utare!!
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.